ONLINE EARNING

Mental devolpment of children(5 to 7 years old)

(TIPS FOR MENTAL DEVOLPMENT OF 5 TO 7 YEARS OLD CHILDERN)

Bachay hmesha  2 treeqoo say seekhtay hyn
soq say
ya
khof say
aur in 2noo tariqoo may bhtareen tareeqa  soq say sekhnay ga hy mgr   sekhanay wlayy ko   sb say  zeada msla ye hota hy kh bachho may  soq ksay paida kea jay ...  jsay kh  studies kay wqt bhi bahut say bachay  prnay kay mood may nhi hotay ...aur result  hmesha   unsatisfactory  hi hota hy ... to asay bachhoo kay leay kuch  mufeed maswaraay  hyn

1.bachoon ko jb bhi  books ki trf  mutawaju krna ho to ye kbhi nhi khna chahay  kh prhoo ya kaam ktm kroo. blkh ye khain kh aj ap ko ak   pyari si story sunai jay gi  

2.jo  ap bachoon ko prhana ya sikhana chahtay hyn us ko ak short story  ki soorat may  btaiin ....is kay 2 faiday  hyn ak to bacha ap ki baat ko bahut tawaju say sunay ga aur  us  story ko kbhi bhi nhi bholay ga

3.ap apnay bachay ko asa gift  dayn jo  us ki taleem may us ki  madad kray . for example scrable .counting blocks. picture story books .dot to dot books etc

4 . jb   bachay kay papers ya test ho rhay hoon to ye bahut zarori hy kh bacha  ro kr ya naraz ho kr school kbhi na jay wrna result acha nhi ho ga

5.parent teachers meeting  may zaror jayn

6.Result day  may bachay ko sath lay kr jayn .  aur  bachay ko us kay papers dkhaiyn aur  gussa krnay ki bajay  pyar say btayn kh un ki glti kea  hy

7. Nahi ya nahi kr skhta  jsay alfaz apni guftagu say nikal day blkh hmesha apnay bachay ko khain kh ap   kr sktay hyn

 8.maximum   khosis  krin kh gussay ki bjhayy  pyar say baat krn

9.bachoon ko atamaad  dyn un kay dost bnayn ..un k  zahin may mujood swaloon  kay jawab day. questioning ki adaat ko hrgiz bura na smjayn..

No comments:

Post a Comment